LYRIC

Singers : Ustad Ghulam Mustafa, Shahida Khan and Runa Prasad

Music by : Mohammed Zahur Khayyam

Male : Pratham dhar dhyan dinesh
Female : Pratham dhar dhyan dinesh
Male : Brahma vishnu mahesh
Female : Brahma vishnu mahesh
Both : Pratham dhar dhyan

Male : Abb moree naiyya par karo tum
Female : Abb moree naiyya par karo tum
Male : Hajarat nijam uddin auliya
Female : Hajarat nijam uddin auliya
Both : Abb moree naiyya par karo tum

Male : Sujaan vichar aayo mann ma
Female : Sujaan vichar aayo mann ma
Male : Kab piya aaye more mandirava
Female : Kab piya aaye more mandirava
Both : Sujaan vichar

Male : Biraj me dhum machaayo kaanha
Female : Biraj me dhum machaayo kaanha
Male : Kaise kar jaau sakhee apane dham
Female : Kaise kar jaau sakhee apane dham
Both : Biraj me dhum machaayo kaanha
Biraj me dhum

Male : Dashran do shankar mahaadev
Female : Dashran do shankar mahaadev
Male : Mahaadev tihaare charan bin
More kal nahee padat ghar pal chhin
Female : Mahaadev tihaare charan bin
More kal nahee padat ghar pal chhin
Both : Dashran do shankar mahaadev

Male : Pakadat bainya moree banavaree
Female : Pakadat bainya moree banavaree
Male : Chudiya kaa raas gayee sare anaadee
Female : Chudiya kaa raas gayee sare anaadee
Both : Pakadat bainya moree banavaree

Male : Baansuree baaj rahee dhun madhur
Kanhaiya ke raat jaago
Female : Baansuree baaj rahee dhun madhur
Kanhaiya ke raat jaago
Both : Baansuree baaj rahee dhun madhur
Kanhaiya ke raat jaago
Baansuree baaj rahee….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT