LYRIC

Singers : Sumit Bhalla and Anita Bhatt

Music by : Bhanu Pandit

Lyrics by : Mukesh Mishra and Bhanu Pandit

Male : Jitne bhi yeh baadal hain
Lagta hai sab paagal hain

Male : Jitne bhi yeh baadal hain
Lagta hai sab paagal hain
Barsaatein hai yaad teri
Aur tanhaai ka pal hai

Male : Betaab dil hai sang tere
Bheegne ne khwahish mein

Male : Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Male : Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein…

Female : Kabhi khatam na hone wali
Kuchh baatein karni hai
Boli toh dil ki hai par
Aankhon se kehni hai

Female : Kabhi khatam na hone wali
Kuchh baatein karni hai
Boli toh dil ki hai par
Aankhon se kehni hai

Female : Leke aayi hawayein
Mujh tak teri yeh fariyaad
Maine bhi mohabbat bheji hai
Baadlon ke haath

Female : Jodi hai apni aarzoo
Teri farmaish mein

Female : Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Male : Dooriyan sab mita ke
Tu oh jana aa jaana
Mausam ka bhi mizaaj
Yeh kehta hai ho ho

Male : Dhoondhta dil yeh mera
Tujhko hoke deewaana
Bas tere intezaar mein
Rehta hai ho ho

Male : Aane laga hai dil teri
Aankhon ki saazish mein

Female : Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Male : Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT