Par Ab Jo Aayegi Tu Song Lyrics is a track from AUR Hindi Album – 2025, Starring Ahad Khan, Usama Ali and AUR. This song was sung by Ahad Khan, Usama Ali and AUR. Music was composed by AUR and lyrics work penned by Ahad Khan, Usama Ali and AUR.
Singers : Ahad Khan, Usama Ali and AUR
Music Director : AUR
Lyricist : Ahad Khan, Usama Ali and AUR
Male : Ankhein tere bina yeh soti nahi hain raatein
Hoti nahi hain jab tu hoti nahi hai
Hoti hai teri fikar
Rehta hai dil mein ik darr
Ke dil mein veerani hai
Ab tu kab lautega ghar
Males : Par ab jo aayegi tu
Mujhko na paayegi tu
Dil ko samjhaayegi tu
Main hoon yahin
Males : Dhoondoge har gali mein
Phir milunga nahi main
Kho jaunga kahin main
Tere liye
Males : Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaki bhi kya hai
Male : Dikhti hai chandni jab chhat jaate hain yeh baadal
Aise hi laakhon mein hum tujhko takte hain paagal
Aise hi karte hain sab duaayein ke yeh barsein
Par main chahta hoon ke yeh barsein na
Male : Par ab jo barsenge yeh
Chahat ko tarsoge tum
Mujhko hi dhoondoge tum phir har jagah
Male : Ab tum wafa bhi karoge toh baaki rahega kya
Jisko na sunna tha woh ab kahega kya
Dastak bhi di thi par tumne kaha tha ke
Tumne suna hi nahi
Male : Band kar diya hai ab dil ka yeh darwaaza
Tum tab kahan thay jab tanha main marr raha tha
Raaton mein rota tha khud se main larr raha tha
Socha tha main hi na jaaun kahin
Males : Par ab jo aayegi tu
Mujhko na paayegi tu
Dil ko samjhaayegi tu
Main hoon yahin
Males : Dhoondoge har gali mein
Phir milunga nahi main
Kho jaunga kahin main
Tere liye
Males : Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai
Male : Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai