Papa Ki Jaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Papa Ki Jaan Song Lyrics is a track from Ikka Hindi Film-2026, Starring Sunny Deol, Akshaye Khanna, Tillotama Shome, Dia Mirza and Others. This song was sung by Shaan. Music was composed by Mithoon and lyrics work penned by Sayeed Quadri.
Male : Auron ka hai ye jahaan
Mera jahaan hai tu
Hai tu hi meri zameen..
haan aasmaan hai tu
Rab ne jo mujh pe kiya
Wo ehsaan hai tu
Male : Kaise bataaun tujhe
Papa ki jaan hai tu
Papa ki jaan hai tu
Haan meri jaan hai tu
Male : Hooo hooo haa haaa aaa aaaaa…
Music : ………………….
Male : Mera sukoon chain mera
Haan itminaan hai tu
Tere liye hai mushkil bhara
Har imtehaan mein tu
Tu hi falak hai mera
Meri udaan hai tu
Male : Kaise bataaun tujhe
Papa ki jaan hai tu
Papa ki jaan hai tu
Haan meri jaan hai tu
Male : Hooo hooo haa haaa aaa aaaaa…
Male : Kitaabon mein likhi pari jaisi ladki
Mere hi ghar mein rehti hai wo
Main deri se lautun to hoti khafa
Ispe hi mujhse ladti hai wo
Male : Uski khaatir main tod doon saari hadon ko
Haan badalna pade to badal doon main khud ko
Koi gum na use de ye keh doon main gum ko
Waqt ne poora kiya wo armaan hai tu
Male : Kaise bataaun tujhe
Papa ki jaan hai tu
Papa ki jaan hai tu
Haan meri jaan hai tu
Male : Hooo hooo haa haaa aaa aaaaa…
Male : Kaise bataaun tujhe
Papa ki jaan hai tu
Hindi lyrics are not available for this song yet.