Panchhi Ban Mein Song Lyrics is a track from Babul Hindi Film – 1950, Starring Dilip Kumar, Nargis and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Naushad Ali and lyrics work penned by Shakeel Badayuni.
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Naushad Ali
Lyricist : Shakeel Badayuni
Female : Panchhi ban mein
Panchhi ban mein
Piya piya gane laga
Panchhi ban mein
Sakhi hatho se
Haay sakhi hatho se
Sakhi hatho se dil mera jane laga
Panchhi ban mein
Panchhi ban mein
Piya piya gane laga
Panchhi ban mein
Female : Sun paapi ki dhun
Sun paapi ki dhun
Sun paapi ki dhun
Mera dhadake hain ji
O mera dhadake hain ji
Female : Mile naina kisi se
Huyi main bawari
Ho mile naina kisi se
Huyi main bawari
Maja jeene kaa
Haay maja jeene kaa abb
Maja jeene kaa abb mujhe aane laga
Panchhi ban mein
Panchhi ban mein
Piya piya gane laga
Panchhi ban mein
Female : Gayi tanaman main har
Gayi tanaman main har
Gayi tanaman main har
Ladi aisi nazar ho ladi aisi nazar
Female : Dil de ke rahi naa
Mujhe apni khabar
Dil de ke rahi naa
Mujhe apni khabar
Mera nanha saa
Mera nanha saa
Jiya balakhane laga
Panchhi ban mein
Panchhi ban mein
Piya piya gane laga
Panchhi ban mein