LYRIC

Singer : Javed Ali

Music by : Shashank Ranjan

Lyrics by : Nikhilesh Negi

Male : Pahli baarish pahla pyaar
Haan suni dil ki jhankar
Mann chali bechani hai
Tujhko jabse dekha yaar

Male : Har ghadi har dopehar ka
Tu nazara har shehar ka
Tu sukun mujhpe sabar ka haan

Male : Dil deewana kehta hai
Dil main tu hi rehta hai
Kaise tujhko pa jaaun
Tera aashiq ban jaaun main

Male : Yeh hawa mausam bhi
Gungunaye bas teri
Tu mere sang aa jaaye
Kya kami phir reh jaaye

Male : Surkhiya teri baaton ki
Hai khumari raaton ki
Gungunati koyal sun
Dhun mere jazbaton ki

Male : Tujhpe ghayal dil bechara
Har subah ka tu ujala
Hai falak ka tu sitara haan

Male : Dil deewana kehta hai
Dil main tu hi rehta hai
Kaise tujhko pa jaaun
Tera aashiq ban jaaun main

Male : Yeh hawa mausam bhi
Gungunaye bas teri
Tu mere sang aa jaaye
Kya kami phir reh jaaye

Male : Har khushi mein
Har gham mein saath ho
Bas tera ho sada
Tu wahan janejaan

Male : Har dua ki mazil tu rasta
Tu mera ban gaya
Ishq ka rehanuma

Male : Yeh mohabaat yeh karari
Tujhse hi ab duniya saari
Teri rang mein khil uthi wadiya

Male : Dil deewana kehta hai
Dil main tu hi rehta hai
Kaise tujhko pa jaaun
Tera aashiq ban jaaun main

Male : Haan yeh zami thamne lagi
Sagar tu pyasa main hua
Aawargi chhane lagi
Bhatka woh manzar mil gaya

Male : Har ghadi dopehar ka
Tu nazara har shehar ka
Tu sukun mujhpe sabar ka haan

Male : Dil deewana kehta hai
Dil main tu hi rehta hai
Kaise tujhko pa jaaun
Tera aashiq ban jaaun main

Male : Yeh hawa mausam bhi
Gungunaye bas teri
Tu mere sang aa jaaye
Kya kami phir reh jaaye


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT