LYRIC

Singers : Sunidhi Chouhan and Bishakh Jyoti

Music by : Bishakh Jyoti

Lyrics by : Ozil Dalal

Humming : …………

Female : Na zamin mili na falak mila
Hai safar mein andha parinda
Jis raah ki manzil nahi
Wahin kho gaya hoke gumrah

Female : Na zamin mili na falak mila
Hai safar mein andha parinda
Jis raah ki manzil nahi
Wahin kho gaya hoke gumrah

Female : Hawa gaon ki ab bhi dhoondh rahi
Bebas aakhein yeh dhundhli hoti rahi
Na bola kuchh na kuchh kaha
Koyi jaata hai kya is taraf

Female : Na zamin mili na falak mila
Hai safar mein andha parinda
Jis raah ki manzil nahi
Wahin kho gaya hoke gumrah

Female : Zindan ko udaan samajh baitha
Ik baar bhi mud ke na dekha
Hare pedon ki shaakhein chhod aaya
Masoom ko kisne behkaya

Female : Hariyali woh yaadon mein aati rahi
Raahein takreerein roz sunati rahi
Na dua mili na mila khuda
Hua kaid paagal parinda

Female : Na zamin mili na falak mila
Hai safar mein andha parinda
Jis raah ki manzil nahi
Wahin kho gaya hoke gumrah

Female : Zehan mein kisne zehar daala
Rooh pe kehar kar daala
Jhoothi tasveer dikha ke mazhab ki
Kambakht insan badal daala

Female : Dozakh ki taraf haaye nadaan chali
Jannat gaon mein thi achhi bhali
Aakhein khuli to sab dikha
Gumnaam hai yeh parinda

Female : Na zamin mili na falak mila
Hai safar mein andha parinda
Jis raah ki manzil nahi
Wohi kho gaya hoke gumrah

Male : Hoo oo ooo ooo


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT