LYRIC

Singer : Pablo

Music by : Pablo

Lyrics by : Pablo

Male : Aaja zara tere bin mann yeh haarein kyun
Aaja zara in sapnon mein ni humare kyun
Na ja zara mere aanhon ka hai sitara tu
Reh ja zara baahon se dekh nazara tu

Male : Aaja zara tere bin jeena gawara kyun
Na ja zara mere pyaar ka ek hi sahara tu
Reh ja zara tere mehfooz kinara hoon

Male : Aaja zara tere bina main karta dua
Main karta dua main karta dua
Itna door na ja ki kho jaaye teri pataa
Main karta dua main karta dua

Male : Hai pyaar ki tu raza ab paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya
Tu paas aaja piya…tu paas aaja piya

Male : Jab bhi tu mere saath hai
Har pal mujhko woh yaad reh
Saanson ki tu saans hai

Male : Yaadon mein tere kyun
Ti in aankhon mein hasi
Aur aj iss dil mein hai kami
Leli pairon ki zameen
Yaadon mein tere kyun

Male : Aaja zara tere bin mann yeh haarein kyun
Aaja zara in sapnon mein ni humare kyun
Na ja zara mere aanhon ka hai sitara tu
Reh ja zara tere bina main karta dua
Main karta dua main karta dua

Male : Itna door na ja ki kho jaaye teri pataa
Main karta dua main karta dua

Male : Hai pyaar ki tu raza ab paas aaja piya
Tu paas aaja piya tu paas aaja piya
Tu paas aaja piya…tu paas aaja piya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT