LYRIC

Singer : Shashaa Tirupati

Music by : Piyush Shankar

Lyrics by : Rashmi Virag

Female : Tere ishq mein kya na kiya
Tere ishq mein kya na kiya
Raha tu naraaz magar piya
Raha tu naraaz piya

Female : Jaane kaun si baat buri
Lagi jo na batayi mujhe

Female : Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya

Female : Pehle mera dil bichhta tha
Aate the phir kadam tere

Female : Ho pehle mera dil bichhta tha
Aate the phir kadam tere
Jis din toota do tukdon mein
Saare toote bharam mere

Female : Mujhe maar ke chhod diya
Koyi karta hai aisa bhi kya
Ja maine tujhe maaf kiya piya
Ja maine tujhe maaf kiya
Ja maine tujhe maaf kiya piya
Ja maine tujhe maaf kiya

Female : Jaane kaun si baat buri
Lagi jo na batayi mujhe
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT