LYRIC

Singer : Nakul Chhawchharia

Music by : Ravi Chopra

Lyrics by : Ravi Chopra

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Chaina chaina
Liye jaye chaina
Bura dil ka haal karte hain

Male : Khud jawab dete hain
Khud sawal karte hain

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Chaina chaina
Liye jaye chaina
Bura dil ka haal karte hain

Male : Khud jawab dete hain
Khud sawal karte hain

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Aisa samndar naino mein tere
Doobe hain inme sau khwab mere

Chorus : Naina naina tere….(4)

Male : Aisa samndar naino mein tere
Doobe hain inme sau khwab mere
Palko pe teri meri neend soye
Tere sang jaage mere sawere

Male : Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faaslo ko badha de
Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faaslo ko badha de

Male : Dil sambhal nahi pata
Aisi chaal chalte hain

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Kaise main samjhun naino ki bhasa
Kabhi dard bakse kabhi de dilasa

Chorus : Naina naina tere..(4)

Male : Kaise main samjhun naino ki basha
Kabhi dard bakse kabhi de dilasa
Sharm-o-haya ki hade tode jaaye
Mere dil pe apne nishaan chhod jaaye

Male : Mehfil mein karke gustakhi
Tanhai mein maange maafi
Mehfil mein karke gustakhi
Tanhai mein maange maafi yeh

Male : Yeh jahan ki rasmo ka
Kab khyal karte hain

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain

Male : Chaina chaina
Liye jaye chaina
Bura dil ka haal karte hain

Male : Khud jawab dete hai
Khud sawal karte hai

Male : Naina naina tere
Naina naina tere
Naina kamaal karte hain


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT