Naamumkin Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Naamumkin Song  Lyrics is a track from Maalik Hindi Film – 2025, Starring Rajkummar Rao, Prosenjit Chatterjee, Manushi Chhillar and Medha Shankr. This song was sung by Sachin-Jigar, Varun Jain and Shreya Ghoshal. Music was composed by Sachin-Jigar and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.

 

Male : Hai naamumkin hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin

 

Male : Yeh ankaha sa jo waada hai
Aadha mera aadha tera aadha hai
Tujh bin bemaani si raatein hain
Tu na ho toh khaamakhaa ke hain yeh din

 

Male : Hai naamumkin
Female : Hai naamumkin
Male : Hai naamumkin
Female : Hai naamumkin
Both: Bina tere mera hona
Hai naamumkin

 

Male : Teri khaatir toh kya kya
Main karna chaahta hoon
Tere sapno mein rang saaton
Main bharna chaahta hoon

 

Male : Yakeen na ho agar toh
Mujhe tu aazma le
Teri har aazmaaish se
Guzarna chaahta hoon

 

Female : Haan tujhko kuch saabit na karna hai
Bas meri jaan itna karna hai
Humse kareeb hi rehna hai
Meri nazar se yeh chehra hataaye bin

 

Male : Hai naamumkin
Female : Hai naamumkin
Male : Hai naamumkin
Female : Hai naamumkin
Both: Bina tere mera hona
Hai naamumkin

Song Details

Official Video

Share this song: