LYRIC

Singers : Lata Mangeshkar and Kumar Sanu

Music by : Jatin – Lalit

Chorus : …………………..

Female : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Male : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Female : Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna… hai yeh pyaar sajna
Aaa….aaa…aaa….hoo oo oo aaaa aaa

Male : Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna… hai yeh pyaar sajna

Male : Dekha na tune mud ke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Female : Jab dil ne tujhko rokna chaha
Door tu ja chuka tha
Male : Hua kya
Female : Na jana
Male : Yeh dil kyon
Female : Deewana

Male : Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Female : Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna… hai yeh pyaar sajna

Male : Aye waqt ruk ja.. tham ja.. thehar ja
Wapas zara daud peechhe
Female : Main chhod aayi khud ko jahan pe
Woh reh gaya mod peechhe
Kahan main…
Male : Kahan tu
Female : Yeh kaisa
Male : Hai jaadu

Female : Arre ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Male : Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna.. hai yeh pyaar sajna

Chorus : ……………………

Female : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Kho gaya……


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT