Na Jaane Aaj Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Na Jaane Aaj Song Lyrics is a track from Maang Hindi Film – 1950, Starring Ramola, Wasti, Amar, Pritma Malhotra, Leela Pandey, Zia, Basu, Shanti Madhok and Hemlata, Mubarak. This song was sung by Lata Mangeshkar and Uma Devi Khatri. Music was composed by Ghulam Mohammad and lyrics work penned by Prakash.

 

Female : Na jaane aaj kyun
Na jaane aaj kyun ghabra rahi ho
Nazar kuch bahki bahki aa rahi hai
Jo dil mein hain
Jo dil mein hain wahi batla rahi ho
Hume baato mein yun bahla rahi ho
Jo dil mein hain

 

Female : Tuhmari baat aur ilzam hum par
Tumhari baat
Tuhmari baat aur ilzam hum par ooo oo
Yeh kyun muzrim hume thehra rahi ho
Yeh kyun muzrim hume thehra rahi ho

Females : Na jaane aaj kyun

 

Female : Zara aankhe milao phir main janu
Zara aankhe milao phir main janu
Nazar kyun tum churaye ja rahi ho
Nazar kyun tum churaye ja rahi ho

Females : Na jaane aaj kyun

 

Female : Chupaye na bani jab baat akhir
Chupaye na bani jab baat akhir
To apne dil ko yun samjha rahi ho
To apne dil ko yun samjha rahi ho

Females : Na jaane aaj kyun

 

Female : Zara dekho to dil ke aayine mein
Zara dekho to dil ke aayine mein
Yeh main hoon ya ke tum sarma rahi ho
Yeh main hoon ya ke tum sarma rahi ho

Females : Na jaane aaj kyun

Female : Zara sine pe rakh kar hath…

Song Details

Official Video

Share this song: