LYRIC

Singer : Harshit saxena

Music by : Harshit saxena

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Ishq ki rahe gujar
Muqtasar muqtasar
Ishq ki rahe gujar
Muqtasar muqtasar

Male : Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar
Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar
Baat koi bhi ho
Uske maani to ho
Dastan mein chupi
Ek kahani to ho

Male : Dard dil ka asar
Muqtasar muqtasar
Dard dil ka asar
Muqtasar muqtasar
Tay karo yeh safar
Muqtasar muqtasar
Tay karo yeh safarr
Muqtasar muqtasar

Male : Yeh mashwara tum kya samjho
Ye mashwara tum kya jano
Yeh mashwara diwano maan lo
Yeh mashwara tum kya samjho
Ye mashwara tum kya jano
Yeh mashwara diwano maan lo

Male : Apne mehboob se jab mulaqat ho
Apne mehboob se jab mulaqat ho
Jab bhi tanhai mein khabon ki baat ho
Apne mehboob se jab mulaqat ho

Male : Kyun lage har peher
Muqtasar muqtasar
Kyun lage har peher
Muqtasar muqtasar
Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar
Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar

Male : Ye mashwara tum kya samjho
Ye mashwara tum kya jaano
Ye mashwara diwano maan lo
Yeh mashwara tum kya samjho
Ye mashwara tum kya jano
Yeh mashwara diwano maan lo

Male : Hooo ooo ooo hoo ooo

Male : Kahi din ka lamha beete
Kahi shaam ho
Kahi din ka lamha beete
Kahi shaam ho
Afsana koi bhi na sareaam ho
Kahin din ka lamha beete kahi shaam ho

Male : Ho jahan ko khabar
Muqtasar muqtasar
Ho jahan ko khabar
Muqtasar muqtasar
Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar
Tay karo ye safar
Muqtasar muqtasar

Male : Ye mashwara tum kya samjho
Yeh mashwara tum kya jaano
Ye mashwara diwano maan lo
Yeh mashwara tum kya samjho
Ye mashwara tum kya jano
Yeh mashwara diwano maan lo

Male : Hooo ooo hoo haaaaa…aa
Muqtasar muqtasar…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT