LYRIC

Singer : Krsna Solo

Music by : Krsna Solo

Male : Love mein hadtaal nahi ki jaati
Jaanch partaal nahi ki jaati
Love mein hadtaal nahi ki jaati
Jaanch partaal nahi ki jaati
Beimatlab ego mein isuse na kar

Male : Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar
Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar

Male : Muhabbat ko misuse na kar
Misuse na kar…

Male : Aapko khichatani ki kyun aadat hai
Ishq ya phir koi muft ki daavat hai
Chot jo hai dil mein puraani thik na ho to
Jawaani jawani jawani aafat hai
Beimatlab ego mein isuse na kar

Male : Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar
Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar

Male : Sab se badi ye trazadi hai
Mohabbat ki hai ya phd hai
Phir bhi bande phisde hai maara re
Dekho bigadi apni gaadi hai
Jatt se utro nar naari re
Bhaiya maar maar maar dhakka re

Male : Meri zaalim jawaani huyi horror kahaani
Yun to dana paani daana paani daana paani
Hukka hukka re mera baith gaya baith gaya baith gaya
Baitha baitha baitha baitha bhanda re

Male : Ishq da bheki laat ye jiske pad gaya
Adiyal ghode sa woh ziddi ad jaaye
Ruk jaye ji pyar ki zarni yaaro ke aage naak
Ragadni ragadni ragadni ragadni pad jaaye

Male : Beimatlab ego mein isuse na kar
Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar
Imotion ko ko ko ko tu confused na kar

Male : Muhabbat ko ko ko misuse na kar
Imotion ko ko ko ko tu confused na kar
Muhabbat ko ko ko misuse na kar..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT