LYRIC

Music By : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Singers : Sadhana Sargam, Udit Narayan

Male : Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale
Female : Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale

Male : Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Female : Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar

Male: Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Female : Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Male : Bagaawat ki nahin jaati
Bagaawat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Female : Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar

Male : Suna hai maine Female : Suna hai Tune
Male : Yehi kehte hain Female : zamanewale
Male : Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar

Female : Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Male : Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Female : Ye haalat ki nahin jaati
Ye haalat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Male : Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar

Female : Suna hai maine Male : suna hai Tune
Female : Yehi kehte hain Male : Zamanewale
Female : Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Male : Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT