Mohabbat Ho Gayi Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mohabbat Ho Gayi Hai Song Lyrics is a track from Border 2 Hindi Film -2026, Starring Sunny Deol, Varun Dhawan, Diljit Dosanjh, Ahan Shetty and Others. This song was sung by Sonu Nigam and Palak Muchhal. Music was composed by Anu Malik and Mithoon and lyrics work penned by Javed Akhtar and Manoj Muntashir.
Male : Chaand sharmaane laga jabanuHumne haathon se chhua
Aasmaanon ka shehar le
Ishq se raushan hua
Ho gaye sajde mukammal
Ho gayi poori dua
Meharmaan hum pe shaayad
Khuda ki qudrat ho gayi hai
Male : Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Male : Aa..aa..aa..aa..aa..
Male : Main kheton mein bani pagdandiyon par
Tumhaara haath thaame chal raha hoon
Hai pighla shaam ke sooraj ka sona
Magar main sirf tumko dekhta hoon
Male : Ho nahin chhootegi ab jo
Tu wo aadat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Female : Ye saare log bilkul bekhabar hain
Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon
Ye saare log bilkul bekhabar hain
Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon
Nigaahen jo tumhaari keh rahi hain
Main in aankhon se wo sab sun rahi hoon
Both : Badi pyaari
Humaare sang sharaarat ho gayi hai
Female : Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Male : Ho gayi hai..
Chorus : Baaje re baaje shehnaai
Aayi prem ki bela aayi
Nain mile jab saajan se
To sajni haule se sharmaayi
Baaje re baaje shehnaai
Aayi prem ki bela aayi
Chaand chakori ki ye jodi
Rab ne apne haath banaayi
Male : Aa..aa..aa..
Chorus : Baaje re baaje shehnaai
Aayi prem ki bela aayi
Nain mile jab saajan se
To sajni haule se sharmaayi
Baaje re baaje shehnaai
Aayi prem ki bela aayi
Chaand chakori ki ye jodi
Rab ne apne haath banaayi
Male : Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.