LYRIC

Singer : Snigdhajit Bhowmik

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Aankhon ne wo bayaan kar diya hai
Jo zubaan kah na saki
Maano ya na maano dhadkane tumse kabhi juda
Rah na saki – (Dialogue)

Male : Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana

Male : Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana

Male : Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana

Male : Na mile tum hamko to
Zindagi hogi mushkil
Har gali har mod pe
Raahon me tadpegaa ye dil

Male : Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana

Male : Chaandani raat hai
Taare bhi baaraati hai
Teri kami teri yaad
Har ghadi tarsaati hai

Male : Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana

Male : Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT