Mere Sarkaar Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album – 2025, Starring Jaya Kishori and Bhupinder Babbal. This song was sung by Jaya Kishori and Bhupinder Babbal. Music was composed by Raaj Aashoo and lyrics work penned by Seepi Jha.
Singers : Jaya Kishori and Bhupinder Babbal
Music Director : Yo Yo Honey Singh
Lyricist : Seepi Jha
Female : Data darbar tera darbar tera sansar mera
Male Echo : Data darbar tera darbar tera sansar mera
Female : Tere charno ki dhul hun mein yaar
Krupa kar mere sarkar
Kahi ankahi sun darker
Krupa kar mere sarkar
Male : Tere charno ki dhul hun mein yaar
Krupa kar mere sarkar
Tere charno ki dhul hun mein yaar
Krupa kar mere sarkar
Male : Aankhe tere darsh bin
Andhiyari ho rahi hai
Inpe taras to khao
Matvari ho rahi hai
Ek naam hi sahara
Jap naam din gujaru
Meri najar na lag jaye
Kajal se najar utaru
Female : Mere angna ki tu hi hai bahar
Krupa kar mere sarkar
Male : Mere angna ki tu hi hai bahar
Krupa kar mere sarkar
Female : Tere charno ki dhul hun mein yaar
Krupa kar mere sarkar
Chorus : Tujhse hi din raatein chalte
Tujhse chalte kaam
Krupa ka sagar tu hai data
Lun mein tera naam
Tujhse hi din raatein chalte
Tujhse chalte kaam
Krupa ka sagar tu hai data
Lun mein tera naam
Female : Pathra raha hai hriday mera
Tujhe khud se dhur pak ke
Sukh swarg ja mein paaun
Tujhko gale laga ke
Tera ho jo ishara
Saansein mein war jaaun
Tu hi to dhan hai asali
Sab nakli haar jaaun
Male : Teri seva hi mera karobar
Krupa kar mere sarkar
Female : Teri seva hi mera karobar
Krupa kar mere sarkar
Male : Tere charno ki dhul hun mein yaar
Krupa kar mere sarkar
Female : Kahin ankahi sun darker
Krupa kar mere sarkar
Chorus : Tujhse hi din raatein chalte
Tujhse chalte kaam
Krupa ka sagar tu hai data
Lun mein tera naam
Tujhse hi din raatein chalte
Tujhse chalte kaam
Krupa ka sagar tu hai data
Lun mein tera naam
Male : Data darbar tera darbar tera sansar mera