Music : ………………
Female : Mere chahne wale hazar
Mere chahne wale hazar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Nahi tumse karungi main pyar
Nahi tumse karungi main pyar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Music : ………………
Male : B a l l b ho phel sikho
Mujhse pyar ka khel
Music : ………………
Male : B a l l b ho phel sikho
Mujhse pyar ka khel
Male : Aji maine kaha tumhe
Karna padega pyar
Tumhe karna padega pyar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Female : Mere chahne wale hazar
Mere chahne wale hazar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Music : …………….
Female : Sab likhte hai mujhko log
Upi aur bangal se bangal se
Male : Maine bhi ek khat likha
Tha raniji bhopal se bhopal se
Male : Aji maine kaha bas
Apna kaho ek bar
Bas apna kaho ek bar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Female : Mere chahne wale hazar
Mere chahne wale hazar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Music : ………………..
Female : Ek hai dil lakho deewane
Sama ek lakho parwane
Ek hai dil lakho deewane
Sama ek lakho parwane
Female : Aji maine kaha ab
Kis se karu mai pyar
Ab kis se karu main pyar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Female : Mere chahne wale hazar
Mere chahne wale hazar
Mujhe tu maf karna
Mujhe tu maf karna
Music : ………………..