LYRIC

Singer : Aishwarya Pandit

Music by : Vipin Patwa

Lyrics by : Rakesh Kumar (Kumaar)

Female : Hum jo samajhte the tu wo nahi tha
Hum jo samajhte the tu wo nahi tha
Hum sath samjhe par tu kahi tha
Aag lagake kagaj dil ka rakh kar diya

Female : Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Female : Ek tarfa hi bas tha ishq mera
Kisi aur ke sang waada tha tera
Masum dil ko dard diya
Jo na karna tha wo tune kiya

Female : Khwaab mohabbat ke
Dhul mein milake khak kar diya…

Female : Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Female : Ashko se bhigo diya hain
Aankhon ki zameen ko
Dhoke se toda tune
Mere yakeen ko

Female : Dhadkano ko jagah
Dil mein dard bhar gaya
Dil mein dard bhar gaya

Female : Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Female : Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT