LYRIC

Singer : Saaj Bhatt

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Main hasta hoon to
Teri yaad aati hai
Main rota hoon to
Teri yaad aati hai
Teri mohabbat ki yaadon ko
Ye dhadkanein kambakht
Bhool nahi paati hai ( Dialogue)

Male : Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Male : Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Male : Tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Male : Haan tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Male : Oh yaara waada
Tum apna nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Male : Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Male : Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Male : Baat meri ye na thukrana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT