LYRIC

Singer : Tushar Arjun

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Main hasta hoon
Toh teri yaad aati hai
Main rota hoon
Toh teri yaad aati hai
Teri mohabbat ki yaadon ko
Ye dhadkane kambakht bhool nahin paati hai (Dialogue)

Male : O yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana

Male : O yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana

Male : Tumse mera jazba hai tumse betabiyan
Tumse mere sapne hain tumse zindaganiyan
Ho tumse mera jazba hai tumse betabiyan
Tumse mere sapne hain tumse zindaganiyan

Male : O yaara vada tum apna nibhana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana

Male : Meri dhadkane ye tumse ab takaza kare
Aao aashaquika jara sa izafa karein
O meri dhadkane ye tumse ab takaza kare
Aao aashaquika jara sa izafa karein

Male : Baat meri ye na thukrana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahi tum
Badal na jaana


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT