LYRIC

Singer : Neha Kakkar

Music by : Vipin Patwa

Female : Kyun beech mein yeh deewarein hain
Badhne lagi yeh dararein hain
Hai wajah kuchh wajah
In dooriyon ke ishare hain
Samundar mein doobe kinare hain
Har jagah har jagah

Female : Soyi nazar mein sau dard jaage
Bikharti gayi main jod jod dhaage
Haariyan…aaan…
Yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan…
Yaara matlabi thi teri yaariyan
Yaariyan
Yaara matlabi thi teri yariyan

Female : Ishq mein thi kitni khaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan

Female : Haan……
Ishq mein thi kitni khaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Dil ke musafir ne dekhi hain
Har pal nakaamiyan

Female : Saare khwab toote aakhon ke aage
Bikharti gayi main jod jod dhaage
Haariyan
Yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan
Yaara matlabi thi teri yaariyan
Yaariyan
Yaara matlabi thi teri yariyan

Female : Jhoothi sajna ki yaari
Jhoothi thi woh daavedari
Jhoothi nikli dilon ki saude baaziyan
Jhoothi sajna ki yaari
Jhoothi thi woh daavedari
Jhoothi nikli dilon ki saude baaziyan

Female : Haariyan
Yaara matlabi thi teri yaariyan
Haariyan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT