LYRIC

Singer : Atif Aslam

Music by : Mithoon

Male : Har lamha dekhne ko
Tujhe intezar karna
Tujhe yaad karke aksar
Raaton mein roz jagna
Badla hua hai kuch toh
Dil in dino yeh apna

Male : Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye

Male : Gar kahin aisa pal ho
Toh iss pal mein mar jaaye

Male : Mar jaaye mar jaaye
Mar jaayen ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaayen ho mar jaaye

Male : Tujhse juda hone ka tasavur
Ek gunaah sa lagta hai
Jab aata hai bheed mein aksar
Mujh ko tanha karta hain
Khwab mein bhi jo dekhle ye
Raat ki neendein ud jaaye

Male : {Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye..} (2)

Male : Aksar mere har ek pal mein
Kyun yeh sawaal sa rehta hai
Tujse mera taluk hai yeh kaisa
Aakhir kaisa rishta hai

Male : Tujko na jis din hum dekhen
Wo din kyun guzar hi na payein
Mar jaayen…mar jaayen
Mar jaayen…ooo oh mar jaayen
Mar jaayen…mar jaayen
Mar jaayen…ooo oh mar jaayen
Mar jaayen…mar jaayen
Mar jaayen…ooo oh mar jaayen


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT