Man Mohan Raas Rachayo Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Man Mohan Raas Rachayo Song Lyrics is a track from Shri Ganesh Mahima Hindi Film -1950, Starring Mahipal, Meena Kumari, Amarnath, Mulchand, S. N. Tripathi and Dalpat. This song was sung by Mohammed Rafi and Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Music was composed by S. N. Tripathi and lyrics work penned by Ramesh Pandey.

 

 

 

Male : Kanha
Kanha murli bajai
Kanha murli bajai
Ho madhuban me
Kanha

 

Male : Byakul jiya banwari ankhiya
Bebash bhayi gujariya
Jaise jaha rahi uth dhaye
Bole sabhi dagariya

 

Female : Jadu sa chha gayi biraj me
Murli ki dhun pyari
Chali chhod kar sej piya ki
Gopi ban matwari

 

Both : Kul ki reet bhul aayi
Aise preet kyun basayi
Ho madhuban me
Kanha

Female : Baithi thi shringar karan ko
Koi gop kumari
Man mohan mi murli sun kar
Khoi sudha budh saari

 

Male : Hatho ka kangan panwo me
Payal hath me dali
Ek aankh kajar bin sohe
Ek bhyi kajra ri

 

Both : Tan ki sudh bishrai
Kaise banwari banayi
Ho madhuban me
Male : Kanha

 

Female : Kai daudi pati ke age
Rakh ke riti thari

Male : Aur kisi ne panghat pe hi
Bari gagariya dhari

Both : Sakhiya laaj yu gawai
Miljul raas yu rachai
Ho madhuban me
Male : Kanha

 

Male : Chali radhika naagri
Natnagar ki ore
Bhayo ras arambh tab
Sakhiya gayi bhigoye

 

Female : Manmohan ras rachayo re madhuban me

Chorus : Manmohan ras rachayo re madhuban me

Female : Sakhi rup manohar chhayo re nainan me
Sakhi rup manohar chhayo re nainan me

Chorus : Manmohan ras rachayo re madhuban me
Manmohan ras rachayo re madhuban me

 

Female : Cham cham chamke mukut ki pyari

Chorus : Cham cham chamke mukut ki pyari

Female : Jhalmal kundal ki chhavi nyari

Chorus : Jhalmal kundal ki chhavi nyari

Female : Chham chham payal baj rahi gunjan me

Chorus : Sakhi chham chham payal baaj rahi gunjan me
Manmohan ras rachayo re madhuban me
Manmohan ras rachayo re madhuban me

Male : Sabhi gopiya mohras
Kkhadi taktaki baandh
Bhi hanse natvar jankar
Unke man ki sadh

 

Female : Jitani rahi gopiya utne prkate kunj bihari

Male : Ek ek gopi sang nache ek ek banwari

Female : Nain me nain dale gale bahiya
Naachane de tari
Male : Sabhi samjhati thi apne ko
Man mohan ki pyari

 

Humming : ………………….

 

Male : Le avtaar jagat ke swami
Brj mandal me aaye

Female : Thi unka hi ansh gopiya
Jinke naath sahay

Male : Shyam rup me pi ko pakar
Fir kho gayi unhi me
Shyam rup me pi ko pakar
Fir kho gayi unhi me

Female : Sab kuchh bhul prem ras pikar
Lai ho gyai unhi me

 

Male : Parbhram parmatma
Nija bhaktan ke kaaj
Prem bhakti ka rup le
Aaye yogi raj

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.