LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha

Male : Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main main na rahan
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main main na rahan

Male : Shamon saher kaise
Lagte zehar jaise
Tere bagair aise oh o..
Socha nahi kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise oh o..

Male : Khamoshi hai khata meri
Tanhaiyan hai saza meri
Samjha rahi hai yeh dooriyan
Teri meri nazdeekiyan

Male : Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan

Male : Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na raha

Male : Sabko khabar hai yeh
Meri saher hai tu
Kya bekhabar hai tu oh o..
Itni zara si to haan tujhe kehne
Kehde nazar se oh o..

Male : Kya itni hai majbooriyan
Kyu itni na manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka sath hai

Male : Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya

Male : Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na rahan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na rahan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT