Main Hoon Don Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Main Hoon Don Song Lyrics is a track from Don Hindi Film – 2006, Starring Shah Rukh Khan, Priyanka Chopra, Arjun Rampal, Isha Koppikar, Boman Irani and Pavan Malhotra. This song was sung Shaan. Music was composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonca and Shankar Mahadevan and lyrics work penned by Javed Akhtar.
Male : Duniya mein logo ne
Dil apne phir thame
Aaya hoon lekar main
Phir kitne hangame
Zara dekho kaun aa gaya hain
Zamane peh jo chha gaya hain
Jami jispe hai sab nigahe
Khuli kiski khatir hain baahe
Aisa dildar aaya hain kaun
Mujhko pehchan lo main hoo don
Male : Main zindagi ki baji lagake
Maut sey khelta hoon juwa
Naa mujhko gham hai naa mujhko
Parwah kaun mera dushman huwa
Dushman jo mera ho
Rehta nahi duniya mein
Bahut hi khatarnak hoon main ho
Bahut hi khatarnak hoon main
Har ek pal mein chalak hoon main
Female Chorus : Duniya phir jitane aaya kaun
Male : Mujhko pehchan lo main hoo don
Male : Palke bichhaye paas bulaye
Kitni hasinaye mujhe
Lekin do aankhe aankho mein
Jhanke aur woh behkaye mujhe
Yeh negahe yeh bataye
Raaz hain iname nashile
Ajab sa nasha chha raha hain
Ajab sa nasha chha raha hain
Mere dil ko behka raha hain
Female Chorus : Behka behka huwa aaya don
Male : Mujhko pehchan lo main hoo don
Hindi lyrics are not available for this song yet.