Maaro Na Nainanwa Ke Baan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Maaro Na Nainanwa Ke Baan Song Lyrics is a track from Nirdosh Hindi Film – 1950, Starring Shyam, Rehana, Kuldip Kaur, K N Singh, S L Puri, Misra and S M Abbas. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) and lyrics work penned by Raja Mehdi Ali Khan.

 

Female : Maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan
Maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan main sadke jawa

 

 

Female : Chupke se aaya karo chupke se
Chupke se aaya karo chupke se jaya karo
Gali pe meri aake git na gaya karo
Siti na bajaya karo
Siti na bajaya karo
Duniya badi hai beiman
Duniya badi hai beiman haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan main sadke jawa

 

Female : Dil me siva tumhare koi na aayega
Dil ke bangle pe mere pahra lag jayega
Dil me siva tumhare koi na aayega
Dil ke bangle pe mere pahra lag jayega
Khade kardungi do darban
Khade kardungi do darban haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan main sadke jawa

 

 

Female : Neha laga ke mujh se
Char chaubis na karna
Neha laga ke mujh se
Char chaubis na karna
Mehndi hu aap saja li
Mere gusse se drna
Mere gusse se darna
Lafde me pad jayegi jaan haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan main sadke jawa

 

Female : Kam hai gana mera naam rihana mera
Kam hai gana mera naam rihana mera
Mera pata hai dilgistan..ahaa haa
Mera pata hai dilgistan haye main sadke jawa
Maro na naynwa ke baan… main sadke jawa

Song Details

Official Video

Share this song: