LYRIC

Singer : King

Music by : Saurabh Lokhande

Lyrics by : King

Male : Main teri aankhon mein
Udaasi kabhi dekh sakda nahi
Tujhe khush main rakhunga sohneya

Male : Main tere hothon pe
Khamoshi kabhi dekh sakda nahi
Saari baatein main sununga sohneya

Male : Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair…

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein
Basa ke rakhunga
Tu maan meri jaan

Male : Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan

Male : Main saya banke saath tere
Rehna 24 ghante
Main rehna 24 ghante
Tere bina dil lagda nahi…

Male : Main aankhon se chura loon jaana
Tere jo bhi gham the
Haaye tere jo bhi gham the
Tere bina dil lagta nahi

Male : Meri baahon mein aake
Tu jaana nahi
Aisi rabb se main maangu dua

Male : Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein
Basa ke rakhunga
Tu maan meri jaan…

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga

Male : Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein
Basa ke rakhunga
Tu maan meri jaan

Male : Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Maan meri jaan
Tu maan meri jaan….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT