Maa Ka Darbaar Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Maa Ka Darbaar Song Lyrics is a track from T-Series Music Hindi Album -2025, Starring Sonu Nigam. This song was sung by Sonu Nigam. Music was composed by Shabbir Ahmed and lyrics work penned by Shabbir Ahmed.

 

 

Male : Uche pahadon se ucha hai
Maa ka mere darbaar
Bhakt tere maa nikal pade hai
Sunke teri pukaar

 

Male : Pairon mein pad gaye chhale
Ghar se hum to nikal pade hai
Tera bulaawa aaya hai

Chorus : Jay maata di

 

Male : Ho uche pahada wali
Oye laal chunariya wali
Ho uche pahada wali
Oye laal chunariya wali

 

Male : Jhoka hawa ka sandesha meri
Maa kaa laaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai

 

Chorus : Shera wali maiye ne
Mehra wali maiya ne
Ghar baar mein apne bulaaya hai

 

Male : Ho o
Maa ka bulaawa aaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai

 

Male : Wo kitna kismat wala jo
Darshan maa ka paaya hai

 

Male : Maa ka bulaawa aaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai

 

Male : Uche pahadon pe meri maa
Ne darbaar lagaya hai

 

Male : Maa ka bulaawa aaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai

Male : Shera waliye jyota waliye

 

Male : Bachpan se mata ke kisse
Humne apni maa se sunke
Ho ooo oooo
Bachpan se mata ke kisse
Humne apni maa se sunke

 

Male : Mann mera judd gaya
Maa ke mann se
Nikal pade deewaane banke
Teri ek jhalak paate hi
Pura hua sansaar mera

 

Male : Dhoop kadakte baadal mein
Humko chhupa le aanchal mein
Maa ke aanchal ka saaya hai

 

Male : Ho oooo
Maa ka bulaawa aaya hai
Maa ka bulaawa aaya hai

 

Chorus : Jai sheron wali maiya
Jai mehra wali maiya
Jyota wali maiya
Jai pahada wali maiya

 

Chorus : Jor se bolo jai mata di
Sarae bolo jai mata di
Jyota wali maiya
Jai pahada wali maiya
Jor se bolo jai mata di
Saare bolo jai mata di

 

Chorus : Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di

 

Chorus : Jor se bolo jai mata di
Saare bolo jai mata di
Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di

 

Chorus : Jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di

Song Details

Official Video

Share this song: