LYRIC

Singers : Sonu Nigam and Shreya Ghoshal

Music by : John T. Hunt

Lyrics by : Vimal Kashyap

Male : Ho piya piya

Male : Kya sunaoon
Kya bataun
Kehna muskil
Kitna chahun

Female : Haa.aaaa….aa..hmm …

Male : Ho kya sunaoon
Kya bataun
Kehna muskil
Kitna chahun

Male : Kya chhupaun
Kya dikhaun
Dil ke armaan
Kya ginaun

Male : Itna hi bas jaanta hoon
Bin tere bejaan sa hoon
Aur kya main kahun
Aur kya main kahun

Male : Kya sunaoon
Kya bataun
Kehna muskil
Kitna chahun

Female : Kehna bahut kuch chahun
Par tumse keh na paaun
Jaane main kyun ghabraun
Kuch sochun darr jaaun

Male : Ho raha hai kya na jaanu
Raaton ko uth uth ke jaagun
Hathon ko apne utha ke
Rab se bas tujhko hi maangu

Male : Aur kya main kahun
Aur kya main kahun

Female : Kya sunaoon
Kya bataun
Kehna muskil
Kitna chahun

Male : O piya piya piya
Tune yeh kya kiya
Tore bina kahin
Laage na mora jiya

Male : O piya piya piya
Tune yeh kya kiya
Tore bina kahin
Laage na mora jiya

Female : Dekhun tujhe to jeena chaahun
Na dekhun jee na paaun
Hothon pe tujhko aa saja loon
Jab chahun gungunaun

Male : Meri har ik saans mein tu
Mere har ehsaas mein tu
Lab se jo kuch bhi main bolun
Mere har alfaaz mein tu

Male : Aur kya main kahun
Female : Aur kya main kahun
Male : Aur kya main kahun
Female : Aur kya main kahun

Male : Kya main kahun
Female : Kya main kahun


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT