LYRIC

Singers : Zara Khan and Anuradha Paudwal

Music by : Tanishk Bagchi

Lyrics by : Vayu

Female : Date ke hi chakkar mein
Banda hai full laddu
Jaana tha japan magar
Pahuncha hai timbuktu

Female : Date ke hi chakkar mein
Banda hai full laddu
Jaana tha japan magar
Pahuncha hai timbuktu

Female : Le main tere naam jaan likha don
Kya kasam koyi maar bhi kha loon
Pyar hai jeevan mera kya
Samjaun main kehke

Female : Kya ya aya ya ya
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Hum judayi mein akele
Chhup chhup ke roya karte the

Female : Meri saasein yoon to hain hakk tere
Par jaan hi le lenge shakk tere
Meri saasein yoon to hain hakk tere
Par jaan hi le lenge shakk tere

Female : Dekh zamana yeh to pyar se jalta hai
Dil jalane wali chaal yeh chalta hai
Pyar kiya hai tujhse
Duniya bhar ke gham seh ke

Female : Kya ya aya ya ya
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Hum judayi mein akele
Chhup chhup ke roya karte the


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT