LYRIC

Singer : Suraj Jagan

Music by : Amar Mohile

Lyrics by : Rashid Iqbal

Male : Khoon kharaba tabahi
Inki hai pahchan
Inki is fitrat se
Ghin bhi hai hairan

Male : Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan
Puchh raha wo khuda
Kaun hai ye anjan

Male : Kisne inhe banaya
Kya hai ye insan
Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan

Male : Chir diya
Dil shero ka
Raksh dikhaya
Darindgi ka

Male : Hosh me bhi
Behosh hai ye
Kaisa sabak hai
Ye bandagi ka
Kaisa sabak hai
Ye bandagi ka


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT