LYRIC

Singer : Chaitra Ambadipudi

Music by : M. M. Keeravani

Male : Kaun mera mera
Kya tu laage
Kyun tu baandhe
Man ke man se dhaage

Male : Bas chale na kyun
Mera tere aage

Male : Kaun mera mera
Kya tu laage
Kyun tu baandhe
Man se man ke dhaage

Male : Dhoond hi loge mujhe tum
Har jagah ab to
Mujhko khabar hai

Male : Ho gaya hun
Tera jab se
Main hawa mein hoon
Tera asar hai

Male : Tere paas hoon
Ehsaas mein
Main yaad mein teri
Tera thikana ban gaya
Ab saans hai teri

Male : Kaun mera mera
Mera ya tu laage
Kyun tu baandhe
Man ke man se dhaage

Male : Bas chale naa
Kyun mera tere aage
Kaun mera
Mera kya tu laage


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT