Kartab Hai Balwan Jagat Me Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kartab Hai Balwan Jagat Me Song Lyrics is a track from Shri Ganesh Mahima Hindi Film -1950, Starring Mahipal, Meena Kumari, Amarnath, Mulchand, S. N. Tripathi and Dalpat. This song was sung by Mohammed Rafi. Music was composed by S. N. Tripathi and lyrics work penned by Ramesh Pandey.
Male : Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan
Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan
Male : Ik din janta ne sita par
Jhuth kalank lagaya
Ram chandar ne pran priya ko
Vanvasini banaya
Kartab ke aage mamata ka
Hua maha balidan
Hua maha balidan
Jagat mein kartab hai balwan
Male : Sati wadi the haris chandar
Jo raja se ban gaye rank
Aur harijan hath bikaye
Daso ke das kahaye
Kintu saty pe atal rahe
Paya jag mein sanmaan
Paya jag mein sanmaan
Jagat mein kartab hai balwan
Hindi lyrics are not available for this song yet.