Karle Nadan Pyar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Karle Nadan Pyar Song Lyrics is a track from Meharbani Hindi Film – 1950, Starring Ajit, Gope, Indu Pal, Begum Para, Shanta Pawar, Yakub and Others. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Hafiz Khan and lyrics work penned by Khawar Zaman.
Female : O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye
Female : Teri jawaani tera zamana
Hoye tera zamana
Teri jawaani tera zamana
Hoye tera zamana
Loot kale armaano ka khazana
Loot kale armaano ka khazana
Sunle meri baat na man na haath
Jawaani beeti jaaye
Sunle meri baat na man na haath
Jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye hoye
Female : Daal na kal par aaj ki baate
Haaye aaj ki baatein
Daal na kal par aaj ki baate
Hoye aaj ki baatein
Jaake na phir aayegi ye raate
Jaake na phir aayegi ye raate
Kehna mera maan le kar le
Nadan jawaani beeti jaaye
Kehna mera maan le kar le
Nadan jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye hoye
Female : Teri meri ek kahaani hoye ek kahaani
Teri meri ek kahaani hoye ek kahaani
Tu mera raja main teri raani
Tu mera raja main teri raani
Kar le izhaar pehen le
Taaz jawaani beeti jaa
Kar le izhaar pehen le
Taaz jawaani beeti jaa
O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar
Inkaar jawaani beeti jaaye hoye…
Hindi lyrics are not available for this song yet.