LYRIC

Singers : Shaan and Suzanne D’Mello

Music by : Iqbal Darbar and Yasin Darbar

Female : Kamrein mein aaja
Apna bana jaa
Chchu lene de chchu lene de
Chchu lene de aankho se
Kamrein mein aaja
Mujhme sama jaa
Aaiye aa jaiye

Female : Mere yaar yaar
Mere pyaar pyaar
Main tere liye hoon paagal
Har yaad mein har baat mein
Teri mujhko kiya hai ghayal

Female : Behane laga tere naam ka
Aankho meri se kajal
Tadpata hai tarsata hai
Yaado ka kala badal

Female : Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye
Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye

Female : Main hoon jawaan yaha
Tu hai jawaan waha
Milanaa bhi hai jawaan
Najadikiya badha
Ye dooriyaa ghataa
Kar mujhape jaa fidaa
Tu mujhape mar
Main tujahpe maru piyaa

Female : Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye
Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye

Female : Meri har adaa tere liye
Aur tu bana hai mere liye
Teri chaahaton ne chahato
Ke saath saath fere liye

Female : Mushkil nahi tere waasate
Jaa tak bhi denaa mere liye
Jo kar sake gaa naa koi bhi
Kar jaau woh tere liye

Female : Kamrein mein aaja
Apna bana jaa
Chchu lene de chchu lene de
Chchu lene de aankho se

Female : Kamrein mein aaja
Mujhme sama jaa
Aayiye aa jaiye

Female : Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye
Kamrein mein aaja maahiye
Ni aaja aaja maahiye

Female : Kamrein mein aaja
Kamrein mein aaja
Kamrein mein aaja
Aayiye aa jaiye


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT