LYRIC

Singers : Tanzeel Khan and Akasa Singh

Music by : Akarsh Shetty

Lyrics by : Tanzeel Khan

Male : Baarish ki tarha
Main tujhko chahun
Tere bin ab na jaane
Main kya hoon

Male : Hoon main woh pyasa
Raahi jahan ka
Jiski lakiron mein
Paani likha na

Male : Baatein yeh saari
Kehne laga hoon
Jazzbaton mein
Behne laga kyun

Male : Aur main bhi jaanu ki
Tu mujhse zyada
Ab chahe kisi ko
Tu mera raha na

Male : Kaisi hai yeh dastaan
Kaisi hai yeh dastaan
Jo tu mera na raha
Kaisi hai yeh dastaan

Male : Kaisi hai yeh dastaan
Kaisi hai yeh dastaan
Jo tu mera na raha
Kaisi hai yeh dastaan

Female : Baatein yeh saari
Kehne lagi hoon
Jazbaaton mein hi
Behne lage kyun

Female : Aur main bhi jaanu ki
Tu mujhse zyada
Ab chahe kisi ko
Tu mera raha na

Both : Kaisi hai yeh dastaan
Kaisi hai yeh dastaan
Jo tu mera na raha
Kaisi hai yeh dastaan

Both : Kaisi hai yeh dastaan
Kaisi hai yeh dastaan
Jo tu mera na raha
Kaisi hai yeh dastaan

Male : Baithi tarasti
Meri nigahein
Dastaan sun ne
Meri tu bhi aa

Male : Ehsaas tujhko
Ho mere gham ka
Phir bhi yeh
Dil chahe ki
Tu muskuraye


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT