LYRIC

Singer : Abdul Shaikh

Music by : Shameer Tandon

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Kaise guzarti raatein
Sochu main kya kya baatein
Kaise guzarti raatein
Sochu main kya kya baatein

Male : Main apne zakhmi dil ko
Kaise see raha hoon
Main apne zakhmi dil ko
Kaise see rahaa hoon

Male : Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon
Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon

Male : Kabhi poochh toh
Tere bagair kaise jee raha hoon
Kabhi poochh toh
Tere bagair kaise jee raha hoon

Male : Banjaare din hai
Shaame dhuaan hai
Hai jism lekin
Usme na jaan hai

Male : Bas zindagi mein
Tanhaaiyaan hai
Yaadon ki dhudhli
Parchaaiyaan hai

Male : Ashkon ke pyaale
Main pee raha hoon
Ashkon ke pyaale
Main pee raha hoon

Male : Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon
Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon

Male : Yeh dooriyon ka
Mausam buraa hai
Ab dard-e-dil ka
Aalam buraa hai

Male : Ye gham ke baadal
Na chhat rahen hai
Sadiyon ke jaise
Pal kat rahe hai

Male : Kaise kahun kya kya
Sadme sah raha hoon
Kaise kahun kya kya
Sadme sah raha hoon

Male : Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon
Kabhi poochh to
Tere bagair kaise jee raha hoon


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT