LYRIC

Singers : Sonu Nigam and Alka Yagnik

Music by : Shankar Ehsaan Loy

Male : Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta

Male : Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Female : Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta

Female : Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Female : Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi

Male : Samjha ke dekha
Behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aata nahi

Female : Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna

Male : Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Female : Kabhi alvida na kehna

Male : Aaa……aaa…..aa….

Female : Aaa….aaa….aa….

Male : Rut aa rahi hai
Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi

Female : Rang yeh halka
Itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi

Male : Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

Female : Kabhi alvida
Male : Kabhi alvida na kehna
Female : Kabhi alvida na kehna

Male : Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Female : Ho raha hai judaa
Dono ka raasta

Male : Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna

Female : Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Male : Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Female : Kabhi alvida… na kehna


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT