LYRIC

Singers : Mohit Chauhan and Tulsi Kumar

Music by : Salim – Sulaiman

Lyrics by : Sameer

Male : Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra

Male : Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa
Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Male : Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Female : Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa

Male : Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra…

Male : Mujhko pata ab chal gaya
Ke kitni rangeen hai kismat meri
Female : Darr tha magar ab hai khabar
Male : Ohhooh
Female : Ki hai yeh chahat salamat meri

Male : Haafiz khuda haafiz khuda
Badi pyaari si hai meri dua
Female : Hai masoom sa haan yeh dil bada
Jo bhi isne chaha tha woh mil gaya

Male : Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah…hai wafa

Male : Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai
Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Female : Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa…

Male : Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra…..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT