LYRIC

Singers : Hommie Dilliwala and Yo Yo Honey Singh

Music by : Hommie Dilliwala

Lyrics by : Hommie Dilliwala and Yo Yo Honey Singh

Male : Hommie…hommie… hommie… hommie…

Male : Jab main 8th mein tha
8th mein tha to 10th ki ladkiya mujhse pat’ti thi
Phir jab main 10th mein tha
10th mein tha to 12th ke ladko ki mujhse fat’ti thi

Male : Mera naam le to school mein koi kuch nahi kehta
Talaab ganda karne wali gandi machhli main tha
Jee lo jee lo jee lo zindagi hai ek
Yeh lo aaj maine school khola aao mere saath bolo

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Rang mera dekho
Kaal sha kaala
Dirty gaano ki
Maine kholi paathshala

Male : Ladkiyan brown
Dubai se hai yaala
Achhi bacchi ban
Chal kar swala lala

Male : Achhe bacche mann ke sacche
Mode pankhe tode chhajje
Jitni tum bharte ho fees
Utne ke mere Versace ke kachhe

Male : High school hua poora high high
I’m the reason why why
Twerk kare ladkiyan thumak thumak ke
Haye hukku haye hukku haye

Male : Haye hukku haaye hukku haye haye
Haye hukku haaye hukku haye haye
Twerk kare ladkiyan thumak thumak ke
Haye hukku haye hukku haye

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Hommie…hommie… hommie…

Male : Mere charche chalte firte
Chhapte dikhte hain akhbaaron mein
Mere naam ki chipki chewing gum
Aaj bhi school ke unhi deewaron pe

Male : Galat kaamo mein maine kabhi na deri ki
Bech di issue kara ke books library ki
Faaltu ki linon mein kabhi bhi na khada hua
Yahi sab karte huye hoon main bada hua

Male : Mera naam le to school mein koi kuch nahi kehta
Talaab ganda karne wali gandi machhli main tha
Jee lo jee lo jee lo zindagi hai ek
Yeh lo aaj maine school khola aao mere saath bolo

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka
Ka kha ga gha ma da fa ka

Male : Yo Yo Honey Singh
Hommie
Delhi wala
Hommie…

Male : Haye hukku haye hukku haye
Haye hukku haye hukku haye
Haye hukku haye hukku haye
Haye hukku haye hukku haye

Male : Kehndi
Yo Yo Honey Singh


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT