LYRIC

Singer : Himesh Reshammiya

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka raha na

Male : Janabe aali janabe aali janabe aali
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali

Male : Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka raha na

Male : Janabe aali janabe aali janabe aali
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali

Male : Meri atrangi zindagi
Mein teri demand hai
Tu hai mujhmein basi
Jaise baadal mein chand hai

Male : Meri gali mein aaja jhalak dikhla ja
Dil mein tu sama ja zara
Mujhpe tu bhi mar le aaja pyar kar le
Mood hai romantic mera

Male : Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali

Male : Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali

Male : Yaadein din bhar teri
Karti hain tez heartbeat ko meri
Aaja paas baith ja khaali hai yeh
Baju ki seat meri

Male : Jis din se toone dil mein entry maari
Mera game over hua
Hai kasam se jaana main tera deewana
Main tera follower hua

Male : Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali
Main kahin ka raha na
Janabe aali janabe aali janabe aali


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT