LYRIC

Singer : Javed Ali

Music by : Gulraj Singh

Lyrics by : Manoj Yadav

Male : O mera rabba sa jo laage
Haan ishq jaisa hi wo laage
Ren ren jo dil ka chain hai
Jeene ka jo jariyaa

Male : Janaabe jaaniya
Janaabe jaaniya
Tu jaan e jaan meri
Tu meri duniya… janaabe

Male : Behte hai dua mein
Aakhir rubaru tere
Ho gaya meherban
Rab fitoor pe mere…

Male : Khushnuma hui hai jaanib
Soch soch ke
Ishq mein hui hai teri
Choor choor ye

Male : Janaabe jaaniya
Khush hai khudaiyaan
Saans saans mein
Tu shumaar hai
Jeene ka tu jariya

Male : Janaabe jaaniya
Janaabe jaaniya
Tu jaan e jaan meri
Tu meri duniya janaabe

Male : Janaabe jaaniya
Tu jaan e jaan meri
Tu meri duniya janaabe
Jaaniya jaaniya
Jaaniya jaaniya…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT