LYRIC

Singers : Anu Malik and Divya Kumar

Music by : Anu Malik

Lyrics by : Vishnu Sharma

Male Chorus : Om jai shree ram
Male : Jai shree ram
Chorus : Om jai hanuman
Male : Jai hanuman…

Male : Shree ram virajenge janmabhoomi mein
Sadiyon ka tap pooran hoga
Har gaon gali se na ho aahuti
Mahayagya safal kaise hoga

Chorus : Shree ram virajenge janmabhoomi mein
Sadiyon ka tap pooran hoga
Har gaon gali se na ho aahuti
Mahayagya safal kaise hoga

Chorus : Jai raghunandan seeta ram
Dasharath nandan jai shree ram
Male : Siyaram jai ram jai jai ram
Chalo ayodhya bulaye ram

Male : Jai shree ram jai hanuman

Male : Sadiyon se sangram hue
Jaane kitne balidan hue
Chorus : Sadiyon se sangram hue
Jaane kitne balidan hue…

Male : Kitni sarkarein chali gayi
Ab jake mukt shree ram hue
Chorus : Kitni sarkarein chali gayi
Ab jake mukt shri ram hue

Male : Pran pratishtha ki ye ho
Pran pratishtha ki ye
Ye apratim jhanki
Chorus : Pran pratishtha ki
Ye apratim jhanki
Male : Apratim jhanki

Chorus : Jai raghunandan seeta ram
Dasharath nandan jai shree ram
Male : Siyaram jai ram jai jai ram
Chalo ayodhya bulaye ram
Chorus : Siyaram jay ram jai jai ram
Dasharath nandan jai shree ram

Male : Ganga ke liye aaye bhagirath
Ahilya hetu aaye ram
Chorus : Ganga ke liye aaye bhagirath
Ahilya hetu aaye ram

Male : Bhakton ke liye aaye modi yogi
Banavaya bhavya ram mandir dham

Male : Raah ke sab avarodh hataye
Nahin bacha koi sankat baki
Chorus : Raah ke sab avarodh hataye
Nahin bacha koi sankat baki

Male : Ram lala ko ghar mein laye
Door bhagaye sab paapi
Chorus : Door bhagaye sab paapi

Male : Sabko deni hai aahuti
Reh na jaye koi baki
Reh na jaye koi baki

Chorus : Jai raghunandan seeta ram
Dasharath nandan jai shree ram
Male : Siyaram jai ram jai jai ram
Chalo ayodhya bulaye ram

Male : Sadiyon se thi yahi pratiksha
Janmabhoomi par ho pran pra…
Manokamna puri hone wali
To kyon na manayen phir diwali

Male : Avadhapuri manmohak jhanki
Saja do sara desh bhi baki
Har nadi ban jaye sarju
Bache na koi taal bhi baki

Male : Ram raj ki pahali jhanki
Abhi mathura kashi hai baki
Hanuman hriday mein baste ram
Ram se bada hai ram ka naam

Male : {Siyaram jai jai ram
Chalo ayodhya bulaye ram
Chorus : Siyaram} (5)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT