LYRIC

Singer : Vikram Montrose

Music by : Vikram Montrose

Male : Svadharme nidhanam shreyah
Svadharme nidhanam shreyah

Male : Jai jai jai
Jai jai jai
Jai jai jai

Male : Svadharme nidhanam shreyah
Jai jai jai
Svadharme nidhanam shreyah

Male : Suraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Chalta ja tu chalta ja
Ye dharm hai tera ladta ja

Male : Suraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Kadam ye tere kabhi ruke na

Male : Jai hind ki senaa
Jai hind ki senaa

Male : Jaihind ki senaa

Male : Bankaro pe bomb gira ke
Bol zindabad tu
Shershah hardam rahega
Sarhado ko yaad tu
Foonkta ja phoonkta ja
Zalimon ki bastiyan
Dushmano ko kya pata hai
Aag ki aulad tu

Male : Bankaro pe bomb gira ke
Bol zindabad tu
Shershah hardam rahega
Sarhado ko yaad tu
Foonkta ja phoonkta ja
Zalimon ki bastiyan
Dushmano ko kya pata hai
Aag ki aulad tu

Male : Ghaav badan pe sehta ja tu
Bharat bharat kehta ja tu
Parbat parbat chadhta ja tu
Veer bahadoor ladta ja

Male : Shapath hai tujhko iss maati ki
Ladna jab tak jaan hai baaki
Dam rukk jaaye kadam ruke na

Male : Jaihind ki sena
Jai hind ki sena
Jai hind ki senaa

Male : Jai hind ki senaa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT