LYRIC

Singer : Krishnakumar Kunnath

Music by : Chirantan Bhatt

Lyrics by : Shakeel Azmi

Male : Hoho hoohh hoo…
Wooh woh woh hoh hooo..

Male : Karta hun tujhme din gujar main
Karta hun tujhme shab bashar
Karta hun tujhme hi shehar main
Jeeta hun tujhko dekhkar
Dil tere bin thehra sa hai
Tu dhadkanon ka hai safar
Kaaton bhara har rasta
Phullon ki hai tu reh-guzar

Male : Javedaan hai ishq tujhse
Javedaan hai janon dil ke
Darmiyaan hain darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai ishq tujhse
Jaavedaan hai tujhme hi dil
Ud raha hai asmaan tu haan…

Male : Saath tere jab se hai mujhko mila
Waqt ki shaakhon pe hai harpal khila
Zindagi se ab nahi koi gila
Jitna hai tu utna hoon mian
Naa kuch zyada naa hoon kam
Tujhse shuru hota hoon main
Hota hoon tujhpe hi khatam

Male : Javedaan hai ishq tujhse
Javedaan hai janon dil ke
Darmiyaan hain darmiyaan tu haan
Javedaan hai ishq tujhse
Javedaan hai tujhme hi dil
Ud raha hai asmaan tu haan

Male : Maine tujhko is tarah se hai jiya
Aandhiyon me jaisa jalta hai diya
Ishq se har faasle ko tay kiya
Jo the juda humse khafa lamhe..
Woh saare kat gaye
Tum mil gaye banke subah
Jo the andhere hat gaye

Male : Javedaan hai ishq tujhse
Javedaan hai janon dil ke
Darmiyaan hain darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai ishq tujhse
Jaavedaan hai tujhme hi dil
Ud raha hai asmaan tu haan….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT