LYRIC

Singer : Kumar Sanu

Music by : Nadeem – Shravan

Lyrics by : Sameer

Male : Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai
Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai
Pyaar woh hai jo aankhon se
Jhalakta hai jhalakta hai

Male : Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai
Pyaar woh hai jo aankhon se
Jhalakta hai jhalakta hai
Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai

Male : Laharon ko kabhi naa
Chhupa paayega samandar
Laharon ko kabhi naa
Chhupa paayega samandar

Male : Roshni kabhi chhupegi na
Shama ke andar
Roshni kabhi chhupegi na
Shama ke andar

Male : Chehra kaamosh aayeene
Mein utar jaayega
Rang kushbu ka havaaon
Mein bikhar jaayega
Ho bikhar jaayega

Male : Phool woh hai jo khil ke
Mahakta hai mahakta hai
Phool woh hai jo khil ke
Mahakta hai mahakta hai
Pyaar woh hai jo aankhon se
Jhalakta hai jhalakta hai
Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai

Male : Pyaar ki chaahat ki
Nai roshani dikhaane
Pyaar ki chaahat ki
Nai roshani dikhaane

Male : Aaya hoon dilon se
Main to nafaraten mitaane
Aaya hoon dilon se
Main to nafaraten mitaane

Male : Saari duniya se to
Ham dosti nibhaayenge
Pyaar ka geet saari umr
Gungunayenge
Ho gungunayenge

Male : Saaj woh hai jo nagamon pe
Khanakta hai khanakta hai
Saaj woh hai jo nagamon pe
Khanakta hai khanakta hai
Pyaar woh hai jo aankhon se
Jhalakta hai jhalakta hai
Jaam woh hai jo bhar ke
Chhalakta hai chhalakta hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT