LYRIC

Music By : Shiv-Hari

Singers : Udit Narayan

Male : Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Male : Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Male : Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jaana
Kuchh bhi kar jaunga main deewana

Male : Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Chorus : La la la la lala……….

Male : Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Maang loonga tujhe aasman se
Chheen loonga tujhe is jahan se

Male : Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Male : Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Chorus : Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT